Subh ki thandak mai ek tapish si mehsus huee,
odha uss garam saaye ko jab yaad kia tumhe !
Tum neend ki aaghosh mai kahi aankh moond ke ,
Sapano ki khubsurat si mala pirotein rahe !
Thandi hawa jab aane lagi chadar ke jharokhon se,
Apni bohon ko hilate hue tum ghadi ghadi mussmussate rahe !
Kuch ess kadar durr se jab sahelaya maine thande haathon se,
Rom rom khil utha badan pe aur dekha halka sa musskurate tumhe !
Neend ki madhoshi se bhari aawaz ne mujhe pukara jab apne kareeb,
Tab wahi thandak mai mehsus kia garam saya Odha Dia tumhe !

No comments:
Post a Comment