Kal raat seene pe tu jab apna sur rakh ke sau rahi thi,
Teri saansein kuch ess tarah meri saanson ko chhu rahi thi !
Ghula hua tha tera koi sapana uss raat ki gaherayee mai,
Simat rahi tu mujhe mai, Chhupi hue ti tu musskurati meri bahon mai !
Tere chehre pe jaha ek sukoon tha wahi ek ajeeb si lakir thi,
Jab chuma tune mujhe apne makhmali hothon se,
Samajh nahi aaya ke khawab tha ke meri taqdeer thi !
Shukariya uss khalbali ka jiss se tere chahre pe woh ajeeb sa pan chhaya,
Kal uss raat ke gaheraayeeon mai bas simmta hua tha do logo ka saaya !

No comments:
Post a Comment