I was just standing in my balcony with a cup of tea, what i saw just in front of my balcony there is another apartment in that two-three big trees was there and than story just came out from their when i saw a beautiful feelings of love......... it's not a single day observation, i was noticed them regularly from past 10-15 days......and what i feel i mentioned it like this :
Kuch kaliyan baagon mai khilne ko bekarar hai,
Nanhe se panchi gagan chhune ko teyyar hai !
Ghane dharakton ki shaakhon pe saze hue hai kayee fhul,
aur soch rahe hai kya hoga unn nanhe parindo ka aane wala kal !
Udd paayenge ke nahi yaa tez baheti hawa mai girr jayenge,
Hosala deekh toh raha hai pakka ho sakta hai shayad sambhal jayenge !
Dharakton ne apni shaakhon ko ooncha kar thoda dia sahara,
Unn mai se udd chala ek parinda, peechey rahe gaya ek bechara !
Phele ne socha kaise mai aage badh jaau,
Jab mera saathi mere saath nahi hai !
Entzaar karr rahi thi maayus bethi woh masum si chidiyan,
phela aake bola,
udd chal mere saath mujhe yaha kisi pe aitbaar nahi hai !
Dusara parinda sambhal naa paya aur uddne ke darr se peechey hatt gaya,
Uske parr majboot nahi thai,
Phele ne udd ne ki khawahish chodi aur apne parron ko dharakt ki chhaal se ragad lia !
Samay nikala dono aaram se saath saath shaakhon pe khelte rahe,
Majboot hue uss nanhi chidiyan ke parr, mann hua ke woh ab aakash mai bahe !
Lekin yeh mummkin na ho payega, dharakton ko tha yeh maloom,
Umangein assama chune ko thi betab, phela karr gaya zindagi bhar ka sukoon !
Udd chali woh nanhi chidiyan, chodd ke uss nanhe dost ka saath !
usse dekh Khush hua woh nanha parinda, Sachha pyaar kia usne gawan ke apne dono haath !

Real Love is not to harm urself but it is the feeling wat you feel when somebody get a single moment of happiness Boc'z of You
ReplyDeleteYeh toh parindey hai, saath aise hi de sakte hai Bas...... Sochna Ensaan ko hai :)